Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho Ulfat Rasool
KiKyun kar na meray dil mein ho ulfat Rasool a_0007ki,
Jannat mein lay kay jaey ghi chahat Rasool

ki
Chalta hoon mein be qafelay walo ruko zara,
Milnay do bus mujhay bhi ijazat Rasool

ki
Kyunkar na mere dil mein ho ulfat Rasul

ki,
Jannat mein lay kay jaey gi chahat Rasool

ki
Phochain jo deen-o-iman Nakerain qabr mein
Us waqt meray lab pay ho midhat Rasool ki
Jannat mein lay kay jaey gi chahat Rasool

ki
Kyunkar na mere dil mein ho ulfat Rasool ki
Qabr mein Sarkar aayein to mein qadmoon mein giroon
Gar farishtay bhi uthaein to mein unsay yoon kahoon
Ab to paye naaz say mein aye farishto kyon uthoon
Mar kay pohncha hoon yahan is dilruba kay wastay
Tarpa kay un kay kadmoon mein mujh ko gira day shok
Jis waqt ho lahad mein ziyarat Rasool

ki
Jannat mein lay kar jaey gi chahat Rasool

ki
Kyunkar na mere dil mein ho ulfat Rasool a_0007ki
Sarkar (SAW) nay bula kay Madina dikha dia,
Ho ghi mujhay naseeb, shafa?at Rasool

ki
Jannat mein lay kar jaey gi chahat Rasool

ki
Kyunkar na mere dil mein ho ulfat Rasool a_0007ki
Ya Rab dikha day aaj ki shab Jalwa e Habib

Ik bar to aata ho ziarat Rasool

ki
In ankh ka warna koi hasrat hi nahin hai,
Sarkar

tumhara woh khazaiba nazar aaye,
Ya Rab dikha day aaj ki shab Jalwa e Habib

Ik bar to aata ho ziarat Rasool

ki
Jannat mein lay kay jaey gi chahat Rasool (SAW) ki
Kyunkar na mere dil mein ho ulfat Rasool

ki
Damen mein un kay lay lo pannah aaj munkiro,
Mahengi paray ghi warna Adawat Rasool

ki
To hai ghulam un ka Ubad-e-Raza teray,
Mahshar mein ho ghi saath himayat Rasool (SAW) ki
Kyun kar na meray dil mein ho Ulfat Rasool (SAW) ki
Jannat mein lay kay jaey Ghi Chahat Rasul (SAW) ki